Des/Desh (देस / देश)
“Kabhi Dekha Lucknow Des Mein Kabhi Dhundha Dilli Diyaar Mein,
Jinhein Kaj Adaein Aati Thi Woh Hamare Yaar Kaha’n Gaye”
– Ali Sardar Jafri
Feeling of Patriotism is …
Zabaan-e Lucknow
“Kabhi Dekha Lucknow Des Mein Kabhi Dhundha Dilli Diyaar Mein,
Jinhein Kaj Adaein Aati Thi Woh Hamare Yaar Kaha’n Gaye”
– Ali Sardar Jafri
Feeling of Patriotism is …
“Ab Tak Rakht-e Safar Na Badla,
Daaman Pe Ghubaar-e Lucknow Hai”
– Mirza Hadi Ruswa
Josh Malihabadi asked Hadi Ruswa to change his dress when they were in …
“Firdaus-e Husn Wa Ishq Hai Daamaan-e Lucknow,
Aankhon Mein Bas Raha Hai Ghazalaan-e Lucknow”
– Asrar-ul Haq Majaz
(Finer aspects of Beauty & Love are highlighted by the poet …
“Kufa Se Mil Rahe Hain Kisi Shaher Ke Adad,
Darta Hoo Ae Anees Kahin Lucknow Na Ho”
– Mir Babbar Ali Anees
Abjad numbers are used to assign numerical …
“Lucknow Mein Rahu Boli Bhi Wahi Ki Bolu,
Yaani Pholo Hi Se Alfaaz-wa Maane Tolu”
– Aalam Fatehpuri
Lucknow is the place synonymous with the most beautiful language !
“Ya Ilahi Mere Lucknow Ki Hai Shaan,
Zameen Hai Jahan Aasmaan-e Lucknow”
Sheikh Imam Baksh Nasikh Lucknawi
Lucknow is the place where all the aspects of life have been elevated at …
“Jis Mein Tehzeeb Ho Surkhuru,
Jis Mein Ho Ba-adab Guftagu,
Eik Hi Shaher Hai Eik Hi,
Lucknow Lucknow Lucknow”
– Nirmal Darshan
Tehzeeb, Nazakat & Nafasat are …
“Tehzeeb Saath Saath Us Insaan Ke Chale,
Jisko Bhi Aa Gaya Hai Ye Aadaab-e Lucknow”
– Nirmal Darshan
Tehzeeb & Lucknow actually reflects the same meaning, as both the institutions are …
Lucknow Dekh Ki Kitni Hain Pareshan Tujh Bin,
Yeh Barasti Hui Raatein Yeh Garajte Hue Din
– Shabbir Hasan Khan Josh Malihabadi
Specially dedicated to the people who are now not …
Sab Ne Bhare Hain Jaam Yahan Se Baqadr-e Zarf,
Kis Par Nahin Jahaan Mein Ehsaan-e Lucknow
– Ashfaq Hussain Shauq Lucknawi
Lucknow is also instrumental in shaping the personalities of individuals, …