AKHAADA (अखाड़ा)
Hazaro Deviyo Ko Yaan Ki Pariyo Ne Pachaada Hai,
Nahin Yeh Lucknow Ek Raja Indra Ka Akhaada Hai
– Hakim Insha Ullah Khan Insha Dehalvi
Beauty of Lucknow is like Apsara …
Zabaan-e Lucknow
Hazaro Deviyo Ko Yaan Ki Pariyo Ne Pachaada Hai,
Nahin Yeh Lucknow Ek Raja Indra Ka Akhaada Hai
– Hakim Insha Ullah Khan Insha Dehalvi
Beauty of Lucknow is like Apsara …
Takalluf Mein Bhi Yeh Mehmaandaari Kaise Hoti Hai,
Hum Ahl-e Lucknow Se Kaun Behtar Jaanta Hoga
– Nirmal Darshan
‘Takalluf’ is an integral part of the cultural domain of Lucknow
Zabaan Aur Sukhan Ke Hi Rang-o Bu Mein Raha,
Mian Jitne Roz Bhi Is Shaher-e Lucknow Mein Raha
– Aadil Rasheed Tilhari
Person from Lucknow always inherit the qualities of sophisticated …
Dilli Ki Zabaan Ka Sahara Tha Anees,
Aur Lucknow Ki Aankh Ke Taara Tha Anees,
Dilli Jarh Thi To Lucknow Us Ki Bahaar,
Dono Ka Hai Da’wa Ka Hamara Tha Anees
– …
Dekhe Hain Hum Ne Saikdo Gulshan Jahaan Mein,
Lekin Nahin Jawaab-e Gulistaan-e Lucknow
– Ashfaq Hussain Shauq Lucknawi
Lucknow is always on top of the mind, no matter how much you …
Ahl-e Lucknow Hain Hum Yeh Hamari Fitrat Hai,
Kaam Jo Bhi Karte Hain Bemisaal Karte Hai
– Aadil Rasheed Tilhari
People of Lucknow are always on top be in Language, Literature, …
Kyun Rehne Ki HawasNa Ho Mujh Ko Kinare-e Gang,
Aati Hai Lucknow Ki Hawa Kanpur Mein
-Meer Ali Qusat Rashk Lucknawi
Kanpur is another one of the biggest city of Uttar …
Kya Kehye Ahl-e Dil Ke Liye Hai Lucknow,
Har Shaher Har Dayaar Se Accha Hai Lucknow
– Ahsan Alvi Kakorvi
Lucknow is considered to be as one of the best city …
Lucknow Ki Aaj Bhi Woh Rang Raliyan Dil Mein Hain,
Pehle Jo Zer-e Qadam Thi Ab Woh Galiyan Dil Mein Hain
– Shabbir Hasan Khan Josh Malihabadi
Specially dedicated to the …
Aasmaan Ki Kya Hai Taaqat Jo Churaae Lucknow,
Lucknow Mujh Par Fida Hai Mein Fida-e Lucknow
– Sheikh Imam Baksh Nasikh Lucknawi
Lucknow Hum Par Fida Hum Fida-e Lucknow,
Kya Hai Taaqat …