MITTI ( मिट्टी )
Lucknow Ki Sarzamee Ki Baat Hi Khaas Hai ‘Amir’,
Jisne Bhi Rakha Qadam Isi Mitti Ka Ho Gaya
– Amir Lucknawi
Lucknow is one of the most attractive and famous host …
Zabaan-e Lucknow
Lucknow Ki Sarzamee Ki Baat Hi Khaas Hai ‘Amir’,
Jisne Bhi Rakha Qadam Isi Mitti Ka Ho Gaya
– Amir Lucknawi
Lucknow is one of the most attractive and famous host …
Lucknow Ki ZabaanRakhte Hain,
Hum Se Kya Puchna Kaha Ke Hain
– Hasan Kazmi
A Lucknowite is identified with his Language as the Language of Lucknow is considered to be the …
Woh Sher-o Shairi Ki Mehfilein Woh Rat Jage ‘Aadil’,
Woh Shaher-e Lucknow Jis Mein Hamari Jaan Basti Hai
– Adil Rasheed Tilhari
Lucknow is always a very prominent and favourite place …
Mujh Se Subh Shaam Shikwa Kar Raha hai Lucknow,
Dekh Tujh Mein Dheere Dheere Mar Raha Hai Lucknow
– Waali Aasi
Lucknow needs concrete and dedicated steps to preserve the rich …
Jab Chhhor Chale Lucknow Nagri,
Kahein Haal Ke Hum Par Kya Gujri
– Nawab Wajid Ali Shah
Specially dedicated to Lucknowites, who are not living in the city !
Ab Iske Baad Subh Hai Aur Subh-e Nau majaz,
Hum Par Hai Khatm Shaam-e Ghareeban-e Lucknow
– Asrar-ul Haq ‘Majaz’
Woh Pyar Woh Khuloos Woh Mehman Nawaziya,
Lautey Jo Lucknow Se To Aankein Baras Padee
– Adil Rasheed Tilhari
Yeh Sach Hai Zinda-Dili Ki Kitaab Hai Tu,
Adab Ka Husn-o Hunar Ka Haseen Shabab Hai Tu,
Sar-e Chaman Tera Jalwa Hai Woh Gulaab Hai Tu,
Lucknow Ab Bhi Dunia Mein Lajawaab Hai …
Da’wa Zabaan Ka Lucknow Walo Ke Saamne,
Izhaar Boo-e Mushq Ghazaalo Ke Saamne
– Ameer Minai Lucknawi
Lucknow Hai To Mahez Gumbad-o Minar Nahi,
Sirf Ek Shaher Nahi Kucha-o Bazaar Nahi,
Iske Aanchal Mein Mohabbat Ke Phool Khilte Hai,
Iski Galiyon Mein Farishto Ke Pate Milte Hai
– Yogesh …