TAMASHA (तमाशा)
Lucknow Aane Ka Baais Nahi Khulta Hum Ko,
Hawas-e Sair-o Tamasha So Wo Kam Hai Hum Ko
– Mirza Asad Ullah Khan Ghalib
Ghalib and Lucknow, your opinions please ?
He has …
Lucknow Aane Ka Baais Nahi Khulta Hum Ko,
Hawas-e Sair-o Tamasha So Wo Kam Hai Hum Ko
– Mirza Asad Ullah Khan Ghalib
Ghalib and Lucknow, your opinions please ?
He has …
Lucknow Dilli Se Bhi Behtar Hai,
Ki Kisu Dil Ki Laag Idhar Hai
-Meer Taqi Meer
Meer Taqi Meer, also known as ‘Khuda-e Sukhan’ is one of the most prominent Urdu …
Yeh Lucknow Ki Chikan Yeh Zari Ki Shaan-o Saher,
Har Eik Taar Mein Sau Baar Uljhe Taar-e Nazar,
Yeh Chandni Hai Ya Kehkashan Ki Raah Guzar,
Ya Eik Takhta-e Gul Raat Bhar Ki …
Khuda Aabaad Rakhe Lucknow Ke Khush Mizaajo Ko,
Har Ek Ghar Khana Shadi Hai, Har Ek Kucha Hai Ishrat Ka
– Khwaja Haider Ali Atish Lucknawi
People of Lucknow are Cultured, …
Zindagi Ke Aashiko Ki Yeh Ibadatgaah Hai,
Mit Na Paega Kabhi Naam-o Nishaan-e Lucknow
– Manish Shukla
Lucknow is always on the top be in Language, Literature, Art, Culture, Food, Attire, …
Aaj Bhi Waisa Hai Jaisa Kal Raha Hai Lucknow,
Koi Bhi Maidan Ho Awwal Raha Hai Lucknow
– Adil Rasheed Tilhari
Lucknow is always on the top be in Language, Literature, …
Eik Muddat Tak Woh Jinka Ghar Raha Hai Lucknow,
Intezaar Unka Abhi Tak Kar Raha Hai Lucknow
– Munawwar Rana
Specially dedicated to the people of Lucknow who are presently not …
Tum Se Deewano Ko Allah Salamat Rakhe,
Tum To Veerano Ko Gulzaar Bana Sakte Ho,
Ek Zara Lucknowi Lehje Me Guzarish Karke,
Aap Dushman Ko Tarafdaar Bana Sakte Ho
– Adil Rasheed …
Ye Gulshan Yeh Kashana-e Khuld-e Barein, Yeh Parastaar-e Ulfat Ki Hai Sarzameen,
Haan ! Mohabaat Hai Is Anjuman Se Humein, Paak Nisbah Si Hai Is Chaman Se Humein,
Jabaja Raqs Karti Ajab …
Lucknow Ka Apna Dastarkhwan Bhi Tha Be-Misaal,
Mehmaan Ke Qadrdaan The Mezbaan-e Lucknow
– Rajender Bahadur Mauj Fatehgarhi
Food of Lucknow is famous across the globe for its rich flavour, variety …