TAARA (तारा)

Dilli Ki Zabaan Ka Sahara Tha Anees,
Aur Lucknow Ki Aankh Ke Taara Tha Anees,
Dilli Jarh Thi To Lucknow Us Ki Bahaar,
Dono Ka Hai Da’wa Ka Hamara Tha Anees

– …

Read more ...

LEKIN (लेकिन)

Dekhe Hain Hum Ne Saikdo Gulshan Jahaan Mein,
Lekin Nahin Jawaab-e Gulistaan-e Lucknow

– Ashfaq Hussain Shauq Lucknawi

Lucknow is always on top of the mind, no matter how much you …

Read more ...

FITRAT (फितरत)

Ahl-e Lucknow Hain Hum Yeh Hamari Fitrat Hai,
Kaam Jo Bhi Karte Hain Bemisaal Karte Hai

– Aadil Rasheed Tilhari

People of Lucknow are always on top be in Language, Literature, …

Read more ...

HAWA (हवा)

Kyun Rehne Ki HawasNa Ho Mujh Ko Kinare-e Gang,
Aati Hai Lucknow Ki Hawa Kanpur Mein

-Meer Ali Qusat Rashk Lucknawi

Kanpur is another one of the biggest city of Uttar …

Read more ...

SHAHER ( शहर )

Kya Kehye Ahl-e Dil Ke Liye Hai Lucknow,
Har Shaher Har Dayaar Se Accha Hai Lucknow

– Ahsan Alvi Kakorvi

Lucknow is considered to be as one of the best city …

Read more ...

RANG ( रंग )

Lucknow Ki Aaj Bhi Woh Rang Raliyan Dil Mein Hain,
Pehle Jo Zer-e Qadam Thi Ab Woh Galiyan Dil Mein Hain

– Shabbir Hasan Khan Josh Malihabadi

Specially dedicated to the …

Read more ...

INSAAN ( इंसान )

Akhlaaq Jiska Naam Hai Paida Hai Woh Yahan,
Insaan Hain Jahaan Mein Insaan-e Lucknow

– Siraj Uddin Khan Sa’il Dehalvi

Person from Lucknow is not famous for his / her language …

Read more ...

SHUKR ( शुक्र )

Shukr Kar Waali Teri Mitti Thikane Lag Gayi,
Tu Jo Kuza Hai To Kuzagar Raha Hai Lucknow

-Waali Aasi

Lucknow is also instrumental in shaping the personalities of individuals, be it …

Read more ...

ADA (अदा)

Na Woh Ada-e Takallum Na Ehtiyaat-e Zabaan,
Magar Yeh Zid Ki Humein Ahl-e Lucknow Kahiye

– Habib Jalib

Language of Lucknow is famous for its Sophistication, Refinement, Expression, Etiquette & Much …

Read more ...